Kisi Ko Force Mat Karo
Ki Wo Apko Time De...
Agar Wo Sach Me Apki Care Karta Hai To,
👫💞Wo Khud Apke Liye Time Nikal Lega.💞👫
Ek Tera Hi To Khayal Hai Mare Pass,
Warna Kaun Akele Me Baith Kar Muskurata Hai.😊
Adhe Se Kuch Jyada Hai
aur Pure Se Kuch Kam,
Thodi Jarurate, Thoda Ishq
aur Thode Se Hum..💕
Kaise jiye ja rahe hai nahi jante.
Kyu ab tak zinda hai nahi jante...
Jindagi ka kya hai ek din mout aani hi hai,
Woh kab ayengi nahi jante...
Chahta hu sirf unhe, sara zamana janta hai.
Woh kab chahegi nahi jantey...
Unka tha, unk ahu, unka hi rahunga.
Woh kab meri hongi nahi jante...
Hume tum guru ka darja de hi do sahab...
Hum tumhe ishq sikhate hai...
Kaise hoti hai jindagi barbad...
Tumhe alfajo me batlate hai...
महज़ किसी का मिलना या बिछड़ना प्यार नहीं,
एक एहसास जो अखरी साँस तक साथ रहे,
वही प्यार है।💕👫






No comments:
Post a Comment